Welcome To Gyan Feeling

Header Ads

नवीन शिक्षक संवर्ग को अक्टूबर 2019 से 7 वा वेतनमान" Latest ➤ नवीन शिक्षक संवर्ग को अक्टूबर 2019 से 7 वा वेतनमान (Click Here) माध्यमिक शिक्षक पात्रता परीक्षा 2018 का Result (Click Here) Samagra ID हेतु ऑनलाइन आवेदन कैसे करें? (Click Here)

Tajmahal ताजमहल से जुड़े रोचक तथ्य....

Tajmahal ताजमहल से जुड़े रोचक तथ्य....

1. Shah Jahan ne apni tisri bivi  Mumtaz Mahal ki yad me ese bnaya tha.
2. Tajmahal 1632 me bnna shuru hua tha.
3. Ese bnne me 22 sal lge the.
4. Us samay ese bnane me 32 milion rs lage the.jo aaj ke 1 bilion $ ke baraber he.
5. Eske piche architect Ahmed lahauri ka megic tha.
6. Ese banane me 20000 majdur lge the.
7. 1000 hathiyo ka upyog bade stones uthane ke liye kiya tha.
8. Eski 3 trfh red stone ki diware he.
9. Tajmahal, Rajasthan, Afghanistan, Tibet and China se aaye white  marble se bna he.
विभिन्न विषयो जैसे ताजमहल,कुत्तो,बिल्ली,मानव शरीर,दिमाग आदि पर रोचक तथ्य जानने के लिए क्लिक करे....
10. Esme 28 prakar ke beshkimti pattar lge the.
11. Eske gumbad ki sido pr allah ke 99 nam likhe hue he.
12. Taj mahal ka rang din ke hr phar badalta rhta he.
13. 1857 me es pr hmla krke kimti ptthr nikal liye gye.
14. Esa mana jata he ki shahjahan ne apne majduro ke hath katwa diye the.
15. Esa mana jata he ki taj ke samne khud ke liye kale taj ki niv rakhi gai thi.
16. Ek bhartiya lekhak p. N. Oak ne likha tha ki yh phle Tejo mahalaya tha jise shahjahan ne band kr diya tha.jise hindu raja Parmar dev ne banvaya tha.
17. Acid rain ke karan taj ka rang pila padta ja rha he.


कोई टिप्पणी नहीं

Blogger द्वारा संचालित.