Facebook Page Par Schedule Post Kaise Kare

Facebook ka Schedule post ka feature bahut hi badiya hai , Aap koi bhi post ko Agle mahine tak ki tarikh Ko Share kar sakte hai vo schedule bana kar ,Aap chahte ho ki Aapke Page Par Post Apne Aap hoti Rahe uske liye Aapko Baar baar page par Aane Ki jrurt nahi ,Agar Aapke pass Facebook istemal karne k Time bahut kam aur aap chahte hai ki aapke page sara din Post Hoti rahe , TO Schedule post ka feature aapke liye bahut madad karega .
Chaliye Dekhiye Kaise Aap facebook Page Par Schedule Post kar sakte hai.
Schedule post ke liye aapko Apna page Computer pr kholna padega
Sabse pahle Apna page Khole Jo post karna Chahte hai Use Upload kare ya Status lakhe
Publish Ke Button ke Side me Drop Down ka Button hai us par Click karke Scedule par Click kare.
Jaise Hi Aap Schedule Par click karoge ek box Khulega
Ab time date month apne Hisab Se Bhare Aur schedule par click kare.
Ab Aapki Post Schedule ho gai hai , Jo Time Aapne bhara hai Usi Time Apne aap Apki Post Publish Ho jaye
Publish hote hi Aapke Pass Notifications Bhi Aayega
इंटर नेट से पैसे कैसे कमाए जानने के लिये क्लिक करे.....
http://educhrome4u.blogspot.in/2016/11/internet.html?m=1
To Ese Bahut Hi Aashani Se Aap apni kisi bhi Status photo Ko Schedule post kar sakte hai , Jankari Achi lage TO Share karna Na bhule

Post a Comment